samsung j2 (j200g) How To Unlock FRP Gmail Bypass

samsung j2 (j200g) How To Unlock FRP  Gmail Bypass


agar apke phone me gmail ka lock lag gya hai aur aap use remove karna chahte hai to is post ko pura pade vaise ye problem tab aati hai jab hum apne mobile ko reset ya hard reset karte aur apne gmail account ko mobile se remove nahi karte hai aur reset hone ke baad mobile gmail pe aake ruk jata Factory Reset Protection (FRP)  to chaliye aage dekh hai isko kaise remove kar sakte hai  apko isme koi problem nahi hogi kyoki ye maine apne mobile pe check kiya hai aur ye ache se kaam karge 

Samsung J2 How To Remove Gmail Account 

Requirement


  1. Computer Ya Laptop
  2. Good Condition USB Data Cable
  3. USB Driver
  4. Flash File
  5. Odin Tool
  6. Mobile Battery 50% Charge 



Download Link

SAMSUNG J2 FRP FILE

SAMSUNG J2 Odin Tool 

SAMSUNG J2 USB Driver



Follow Step By Step



1 ab USB driver ko apne PC me install karle aur mobile ko usb cable ke sath connect kare aur usb driver ko update kare

2 ab apne mobile ko off karle aur vol down+home key+power key ko ek sath press kare aur volume up key se download mood ko select kare

3 ab apne mobile ko usb cable se pc me connect kare

4 ab Odin Tool Ko Open kare aur odin me apke mobile ka com port show kare ga ab odin me AP pe click kare aur FRP file ko select kare aur start pe click kare

5 click karne ke baad apka mobile auto restart hoga aur apke mobile ka FRP lock khul jayga aur isko ache se samjh ne ke liye inche video ko dekhe


umeem hai aap ne apne mobile ka gmail FRP lock khol liya hoga agar apko koi problem aa rahi ho to mujhe comment jrur kare main apki puri help kruga aur agar apko post aur video acha laga ho to plz like aur share kare 








new video aur post ke liye in link pe jaye 

How To Repair Imei Mtk 6753 100% Done LYF Water 10 Imei Repair

XOLO ERA 4K FPR UNLOCK GOOGLE BYEPASS 100% DONE

LENOVO A-6000 HOW TO FLASH




Previous
Next Post »

Agar Apko Aur Jankari Leni Ho To Yaha Comment Kare ConversionConversion EmoticonEmoticon