Yuphoria YU5010 Null Imei And Unknown Baseband 100% Solve
Hello Friends
Aaj Main Apko Bata Ne Wala Hu Yuphoria YU5010 Ke Null Imei Aur Unknown Baseband Ki Problem Ko Kaise Solve Kare To Is Post Ko Pura Pade Taki Apko Ache Se Samjh Me Aaye Aur Agar Baat Kare Ricks To Maine Is Ko Ache Se Check Kiya Hai Ye Kaam Karta Hai Bas Aap Step By Step Follow Kare Aur Sab Se Pahle Apne Mobile Ke Data Ko PC Laptop Ya SD Card Me Save Kar Le Kyoki Is Progress Me Apka Data Delete Ho Jayga To Chaliye Start Karte Hai
YU5010 Null Imei Unknown Baseband How To Solve
Requirement
- Computer Ya Laptop
- Good Condition USB Data Cable
- USB Driver
- Flash File
- Mobile Battery 50% Charge
Download Link
YU5010 Flash File And USB Driver
YU5010 ABD+Modem File
Follow Step By Step
1 Ab Aap USB Driver Ko Apne PC Me Install Kar Le
2 Ab Apne Mobile Ko Power Off Kare
3 Ab Apne Mobile Ke Volume Up+Power Key Ko Ek Sath Press Aur Apka Mobile FastBoot Mood Me Aa Jayga
4 Ab Apne Mobile Ko USB Cable Ke Sath PC Me Connect Kare Aur USB Driver Ko Update Kar Le
5 Ab Apne PC Ke Start Menu Me Jaye Aur Search Box Me Type Kare CMD Aur Open Kar Le
6 Ab CMD Command Me Is Code Ko Paste Kare ( fastboot -i 0x2a96 oem unlock ) Aur Enter Ko Press Kare
7 Ab ABD+Modem File Ko Select Kare Aur Firmware + Fastboot Folder Me Paste Kare Jaise Apko Video Me Dikhai De Raha Hai
8 Ab 5 Se 10 Min Ka Wait Kare Aur Jab Apko Finished Total Time Dikhai De To Apne Mobile Ko PC Se Remove Kar Le Aur Apne Mobile Ko Start Kare Aur Check Kare
Ab Apki Mobile Ki Null Imei Aur Unknown Baseband Ki Problem Solve Ho Gai Hogi
Agar Apko Isme Koi Problem Aa Rahi Ho To Mujhe Comment Kare Main Apki Puri Help Kruga
Aur Agar Apko Post Ya Video Achi Lagi Ho To Like Aur Share Kare
Agar Apko Aur Jankari Leni Ho To Yaha Comment Kare ConversionConversion EmoticonEmoticon