Itel It-1508 Touch Not Working Problem Solve 100% Done [Touchpad Fix]
Hello Friends
Agar Apke Mobile Me Bhi Touch Ki Problem Hai To Is Post Ko Pure Pade Kyoki Main Apko Is Ke Baare Me Hi Bata Ne Wala Hu Agar Apne Bhi Apne Itel 1508 Ka Pahle Software Kiya Hai Aur Uske Baad Apke Mobile Ki Touch Kaam Nahi Kar Rahi Hai To Ye Apke Us File Ki Problem Ke Karan Hai Agar Apko Ok File Nahi Mile Rahi Hai To Main Apko Uska Yaha Link De Dunga Aur Apke Mobile Touch Problem Solve Ho Jaygi Aur Agar Apke Mobile Me Touch Ki Problem Nahi Hai Aur Aap Apne Mobile Ka Software Karna Chahte Hai To Bhi Is File Ka Use Kare To Chaliye Age Dekh Te Hai
Itel 1508 Touch Not Working Itel 1508 Touch Flash File Itel 1508 How To Flash
Requrirement
- Computer Ya Labtop
- Good Condition USB Cable
- Flash File
- Flash Tool
- USB Driver
- Mobile Battery 50% Chagre
Download Link
Itel 1058 Flash File,Flash Tool.USB Driver
Follow Step By Step
1 Ab USB Driver Ko Apne Pc Ya Laptop Me Install Kare
2 Flash Tool Ko Open Kare Aur Pca File Ko Flash Tool Me Add Kare Jaise Apko Video Me Dikhai De Raha Hai
3 Ab Apko Flash Tool Ke Play Button Ko Press Kare
4 Ab Apne Mobile Se Battery Ko Remove Kar Le
5 Ab Apne Mobile Ke Volume Up Key Ko Press Karke Rakhe Aur USB Cable Ke Sath PC Me Connect Kare Ab Battery Ko Apne Mobile Me Enter Kare
6 Ab Apke Mobile Ki Software Progress Start Ho Gai Hai Ab 5 Se 10 Min Ka Wait Kare Jab Flash Tool Me Apko Passed Show Karga To Apne Mobile Ko Pc Se Remove Kar Le Aur Phir Se Apne Mobile Ko Start Kare Aur Check Kare Ki Touch Work Kar Rahi Hai Ya Nahi
Agar Apko Koi Problem Aa Rahi Hai To Mujhe Comment Kare Main Apki Puri Help Kruga
Aur Agar Apko Post Ya Video Achi Lagi Ho To Like Aur Share Kare Aur Aise Post Video Ke Liye Facebook Aur Youtube Pe Join Kare
Agar Apko Aur Jankari Leni Ho To Yaha Comment Kare ConversionConversion EmoticonEmoticon