How To Flash LYF Water 10 LS-5020 100% Done With SpFlash Tool
Required for flash
Hello Friends Kaise Ho Aap
Aaj Main Apko Btau Ga Ki LYF Water 10 Ko Kaise Flash Karte Hai Wo Bhi Bina Kisi Problem Ke
Aksar Apne Dekha Hoga Ki Apka Mobile Bhut Hang Hota Hai Speed Down Ho Jati Hai.
Ya Aap Apne Mobile Ka Password Bhul Jate Hai.
Aap Kuch Nahi Kar Pate.
Aur pko mobile shop pe jana padta hai.
Aur Paise Bhi Dene Padte Hai.
Is Liye Aaj Maine Apke Liye Ye Post Likhi Hai Aur Apko Video Bhi Mil Jaygi To Chaliye Start Karte Hai
Required for flash
.apke pass computer ya laptop hona chahiye
.apke pass mobile ki flash file honi chahiye jo aap yaha se download kar sakte hai
LYF WATER 10 FLASH FILE
LYF WATER 10 FLASH FILE
.apke pass mobile ka usb driver hona chahiye
.note: apne mobile ke contact.video.photo. ko save karle kyoki flashing karne ke baad apke mobile ka sara data delete ho jayga

1.apne flash file download kar li hogi to us file ko Extract karle
2.apne computer me usb driver install karle
3.apne mobile ki battery 50% charging honi chahiye
4.ab apne jo flash file download ki hai usme apko flash tool milge ga
5.flash tool ko open kare.
6.Scatter-loading ka option dikhai dega uspe click kare.
7.ab jaha apki flash file padi hai usme apko android Scatter.txt file ko select karna hai
8.ab apki file flash tool me lod ho gai hogi.
9.flash tool me apko 3 options dikhai denge.
Format all+download
Firmware Upgrade
Download only
NOTE: Format all+download ke options pe apko click nahi karna hai varna apke mobile ka IMEI Format ho jayga.
10.apko 2 options me se kisi ek ko select karna hai.
11.ab aap flash tool ke download pe click karde.
12.apne mobile ko off karle aur usb data cable se connect kare aur apke mobile ki flashing start ho jaygi jisme 5 se 10 min. ka time lage ga.uske baad download ok ka sing aayga jiska matlab ka mobile flash ho gya hai.
agar apko kuch bhi problem aa rahi hai to mujhe comments ki jiye main apki puri help karu ga,
agar apko meri post achi lagi ho to please like and share kare

Agar Apko Aur Jankari Leni Ho To Yaha Comment Kare ConversionConversion EmoticonEmoticon